Hadees : Hadees in Urdu - Urdu hadees - Hadees Nabvi

Topics of Hadees in Urdu – After the Holy Quran, Hadith is a tremendous source of instruction for Muslims. However, this page is only about Urdu Hadees linked to many Hadees, and you can easily find hadees online. You may also check Hadees Nabvi in Urdu and English translations in addition to the Arabic text.

The hadees on excellent manners will direct you to the good deeds that Allah and the Holy Prophet adore (Peace Be Upon Him). You may also learn more about this subject by looking up Ahdees in Urdu.

hadees nabvi
Hadees in urdu - urdu hadees - hadees nabvi

Tum main sy behter wo hai 
 jo Quran parta hai aur parhata hai
Hadees in Urdu
Hadees in Urdu
Rasool S.W.A Ny Farmaya:
Kosar main ek nehar hai es ki donoun kinary sony
k han aur es ki pani behnay ki nali ya kowat-o-moti pr ho gi
es ki miti mashak sy zyda kushbodar hai, aur es ka pani shaihad
sy zyda mitha aur baraf sy zyda safaid hai

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: 
Kawthar is a canal in Paradise, it has gold on both sides, and its water will be on a flowing channel or on pearls, its soil is more fragrant than musk, and its Its water is sweeter than honey and whiter than ice
Hadees in Urdu
Hadees in Urdu
Nabi Akram S.W.A insaar k ek shakhas pr sy Ghuzry, wo
apny bhai ki sharam-o-haya krny pr dant rha tha
(aur smja rha tha k zyda sharam krna achi bt nhi)
Rasool S.W.A Ny Farmaya: esy es k hal pr chor do 
sharam tu aiman ka ek hisa hai

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) passed by a man of the Ansaar, who was scolding his brother for being ashamed (and thinking that it is not good to be too ashamed). The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: Leave it at that, shame is a part of faith
Urdu hadees
Urdu hadees
Rasool S.W.A Ny Farmaya:
hawa ko bura na kaho kue k wo Allah talah ki rehmat sy hai
wo rehmat lati hai aur azaab b lati hai albataa
Allah Talah sy es ki balaai k sawal kro aur es ki shar sy 
Allah ki pana mango

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said:
 Do not call the wind bad, because it is from the mercy of Allaah, it brings mercy and it also brings torment. Seek refuge in Allah. *
Hadees Nabvi
 Hadees Nabvi
Rasool S.W.A Ny Farmaya:
magrib sy pehly do raktain parho phr farmaya:
magrib sy pehly dor rakhtain parho jis ka ji chahy,
yh es andesha sy farmaya k log es ki sunat na bana lain

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: 
Recite two rak'ahs before sunset. Then he said: Recite two rak'ahs before sunset.
Hadees Nabvi in Urdu
 Hadees Nabvi
Rasool S.W.A Ny Farmaya:
gusa shetan k sabab hota hai, aur shetaan aag sy paida
kai gia hai, aur aag pani sy bajaie jati hai, lahaza tum ma
sy kisi ko jb gusa ay tu wazo kr lo 

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: 
Anger is caused by Shaytaan, and Shaytaan is created from fire,
 and fire is extinguished by water.

Related Post: Hadees,Achi Btain,

2 comments: