Hadees - Hadees Nabvi | Hadees in Urdu | Hadees Mubarak | Islamic Hadees in Urdu

 Some Collection of Hadees in Urdu - In Urdu, you can read Hadees, Hadees Nabvi, Hadees Mubarak, and Islamic Hadees in urdu. You may also download the Hadees images/photo and also use in facebook, pinterest and instagram etc.
Hadees Nabvi
Hadees Nabvi

Ghusy K Elaj
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Ghusa Shetan k Sabahb Hota Hai Aur Shaytan

Aaag Sy Paida Kia Gia Hai Aur Aag Pani Sy 

Bajai Jati Hai, Laahaza Tum Main Sy Kisi Ko 

Jab Ghusa Ay Tu Waazu Kr Lay.
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya
Ghareeboun K Liyh Khasoosi Pakaj
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Momano Main Sy Muhtaaj Aur Gareed Log Maldaroun

Sy Aday Din Phly Jannat Main Dakhal Hun Gy

Akhrat K Ada Din (Dunia K) 500 Saal k

Barabar Hai. 
Hadees in Urdu
Hadees in Urdu
Kanaat Pasandi
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Kamyab Ho Gia Wo Shakhas Jis Ko Islam

K Hadayat Naseed Hoi, Aur Zaroort K 

Mutabak Rozi Mil, Aur Es Ny Es Par Kanaath Ki.
Hadees in Urdu
Hadees in Urdu
Kosaar Jaanat Main Nehar
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Kosar Jaanat Main Ek Nehar Hai, Es K Dono Kanary

Sony K Han, Aur Es ki Pani Behny Ki Nali Ya Kowaat o Moti

Pr Ho Gi, Es ki Miti Mashk Sy Zyda Khusbodar Hai, Aur

Es Ka Pani Shahat Sy Zyada Mitha Aur Barf Sy Zyda Sufaid Hai
Islamic Hadees in Urdu
Islamic Hadees in Urdu
Hawa Ko Bura Na Kaho
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Hawa Ko Bura Na Kaho, Kue Wo Allah Talah Ki Rehmat Main Sy

Hai, Wo Rehmat b Lati Hai Aur Azaab b Lati Hai, Albata

Allah Talah Sy Es ki Balai Ka Sawal Kro Aur Es K Shar

 Sy Allh ki Panah Mango.
Islamic Hadees in Urdu
Islamic Hadees in Urdu
Payary Rasool S.A.W K Pyary Andaaz

Rasool S.A.W Ki Ghuftgoun Ka Har

Lafaz Alag Alag Aur Waziha Hot Tha, Jo B Esy

Sunta Samaj Leta.

Hadees - Hadees Nabvi
Hadees - Hadees Nabvi 
Sharam Aiman Ka Hissa

Nabi Akram S.A.W Insar K Ek Shakhs Par Sy Khuzray,

Wo Apny Bhai Ko Sharm-o-Haya Krnay Pr Dant Rha Tha

(Aur Samja Rha tha k Zyda Sharm Krna Achi Bt Nhi)

Rasool S.A.W Ny Irshad Parmaya:

Esy Es K Haal Par Chor Do, Sharm Tu Ayman

Ka Hissa Hai
Hadees e Nabvi
Hadees e Nabvi
3 Cheezoun Ki Waseeyat
Abu Haraira Razi Allah Aanhu Ny Farmaya K

Mujy Mery Jani Dost (Nabi  Kareem SAW) Ny

Teen Chezoun Ki Wasiyat Ki Hai K Moat Sy Phly

En Ko Na Choro, Har Mahiny 3 din Rozy,

Chashat ki Namaz Aur Witar  Par Kr Sona
Hadees e Nabvi SAW
Hadees e Nabvi SAW
Gusa Pi Chany Wala
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya:
Jis Nay Apna Ghusa P Lia Halaan-ky Wo Esy Nafaz Krny Pr

Qadar Tha Tu Qiyamat K Din Allah Talah Esy Sb Logoun

K Samany Balaay Ga Yahan Tk k Esy Allah Talah Ishtiyar

Dy Ga k Wo Bari Ankh Wali Horoun Main Sy Jisy

Chahy Chin Lay. 

Magrib Sy Phly Doo Rakat
Rasool S.A.W Nay Irshad Farmaya

Magrib Sy Phly Do Raktain Parho, Phr Farmaya

Magrib Sy Phly Do Raktain Parho, Jis Ka G

Chahy, Yh Es Andyshy Sy Farmaya k Log

Es Ko Sunat Na Bna Lain

No comments